Sunday, April 1, 2012

Mirza ka Sahaba Kram (R.A) k bare mein kia Nazriya tha?

Mirza Gustakh-e-Sahaba tha:

1. Hazrat Abu-Bakar (R.A) & Hazrat Umar (R.A) ki Toheen: "Abu-Bakar & Umar kia the? Wo to Hazrat Gulam Ahmad (Qadyani) ki Juti'on k Tasme Kholne k b La'iq na the." [Mahnama Almehdi, Jan 1915]

2. Hazrat Ali (R.A) ki Toheen: "Purani Khilafat ka Jhagra choro, Ab nai Khilafat lo. Zinda Ali (Mirza Gulam Ahmad) tum mein Mojud he. Is ko chorte ho & Murda Ali ko Talash krte ho?" [Gulam Ahmad k Malfoozat, P:142/1]

3. Hazrat Abu-Huraira (R.A) ki Toheen:
1> "Jaisa k Abu-Huraira, Jo k Gabi & Drayet Achi na rakhta tha." [Ijaz-e-Ahmadia, P:18]

2> "Jo Shakhs Quran pe Iman lata he, Use Chahiye k Abu-Huraira k Qoal ko Raddi Cheez Samajh kr Phaink de." [Zamima Brahin-e-Ahmadia, P:410/5]

No comments:

Post a Comment