Friday, April 6, 2012

Kia Mirza ne Anbia (A.S) ki Shan mein b Gustakhi ki?

Ji han, Mirza Gustakh-e-Anbia tha. Is ne likha:
"Ibn-e-Maryam (A.S) ki Zikar ko Choro,
Is se behter Gulam Ahmad he!"

Mirzai'on ko Aqal krni chahiye k Isa (A.S) ka zikar Quran-e-Pak & Ahadees-e-Mubarka mein jagah jagah milta he. Allah Tala, Rusool-u-Allah (S.A.W), Sahaba Kram (R.A), Tabi'een, Taba Tabi'een (R.E) & Aaj tk k Musalmano ne Hazrat Isa (A.S) ka Zikar nhi chora.

Mirza Apni Kitab mein likhta he: "Hazrat Isa (A.S) ko Gali'an dene & Hizyan ki Aadat thi. Wo Sharab piya krte the. Hazrata Isa (A.S) ki 3 Dadiyan & Naniyan Zinakar thein." (Nauz-u-Billah)

Ye Tmam batein Mirza ki Kitabon (Anjam-e-Aathim, Rohani Khaza'in, Azala-e-Auham, Kashti-e-Nooh & Tiryaq-ul-Quloob etc...) mein Mojud hain. Jab k Musalmano ka Quran & Hadees k Mutabiq Aqida he k Hazrat Isa (A.S) Allah Tala k Barguzida bande & Rusool the.

1 comment:

  1. ''Is se behter Gulam Ahmad he!"
    Asalammo Alaikum
    brother, I do not know if you are aware of this or not but by 'ghulam' is meant 'servant', and NOT referred to his name which, in full, is Mirza Ghulam Ahmad. Let me tell you I have thoroughly studied some of Huzur's(as) book aur kitni tareef app ne Hazrat Isa(as) ki hai uss ka koi jawab nahi..agar app ijazat dein tou app ko wo books email keruin?

    aur ek aur bhat, Mirza Sahib nai kabhi koi bhat apne sai nahi liki..Allah kee guidance sai liki tou wo Allah ki nazar mein ibne Maryam sai bether ghulam hain.
    Acha mera bhai
    Wassalam

    ReplyDelete