Mirza ka Nam Mirza Gulam Ahmad tha & wo Qadyan ka rehne wala tha. Is lihaz se Us k Man'ne walon ko "Mirzai" ya "Qadyani" kaha ja skta he. Inhein "Ahmadi" har giz nhi kehna chahiye. Kiun k "Ahmad" to hmare pyare Nabi (S.A.W) ka dusra Nam he. Aap (S.A.W) ne Frmaya: "Mere boht se Nam hain. Main Mohammad hun & Main Ahmad hun."
Lihaza Huzoor (S.A.W) se Nisbat rakhne walon ko hi "Ahmadi" keh skte hain. Mirzaion ko Chunke Huzoor (S.A.W) se koi Nisbat nhi, Lihaza ye "Ahmadi" nhi kehlwa skte. Musalman har giz Mirzaion ko "Ahmadi" na kahein.
No comments:
Post a Comment